% \startsong \stitle{rahate the kabhii jinake dil me.n, ham jaan se bhii pyaaro.n kii tarah}% \film{Mamta}% \year{1966}% \starring{Ashok Kumar, Suchitra Sen, Dharmendra}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Arati Deo (arati@rice.edu) % Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % rahate the kabhii jinake dil me.n ham jaan se bhii pyaaro.n kii tarah baiThe hai.n unhii ke kuuche me.n ham aaj gunahagaaro.n kii tarah \- 2 daavaa thaa jinhe.n hamadardii kaa khud aake na puuchhaa haal kabhii \- 2 mahafil me.n bulaayaa hai ham pe \- 2 ha.Nsane ko sitamagaaro.n kii tarah \- 2 rahate the\threedots baraso.n se sulagate tan man par ashko.n ke to chhii.nTe de naa sake \- 2 tapate hue dil ke zakhmo.n par \- 2 barase bhii to a.ngaaro.n kii tarah \- 2 rahate the\threedots sau rup dhare jiine ke liye baiThe hai.n hazaaro.n zahar piye \- 2 Thokar naa lagaanaa ham khud hai.n \- 2 giratii huii diivaaro.n kii tarah \- 2 rahate the\threedots % #endindian \endsong %