% ITRANS SONG \startsong \stitle{bakaa\-e\-dil ke liye jyuu.N lahuu zuruurii hai}% \film{Anjuman (Non-Film)}% \year{1990}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Farhat Shahzad}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian bakaa\-e\-dil ke liye jyuu.N lahuu zuruurii hai isii tarah mere jiiwan me.n tuu zuruurii hai ye akl waale nahii.n ahal\-e\-dil samajhate hai.n ke kyuu.N sharaab se pahale wuzuu zuruurii hai Kudaa ko mu.Nh bhii dikhaanaa hai ek din yaaro wafaa mile na mile justajuu zuruurii hai kalii ummiid kii khilatii nahii.n har ik dil me.n har ek dil me.n magar aarazuu zuruurii hai hai ahataraam bhii laazim ke zikr hai usakaa jigar kaa chaak bhii honaa rafuu zuruurii hai #endindian \endsong