% ITRANS SONG \startsong \stitle{hai du_aa yaad magar harf\-e\-du_aa yaad nahii.n}% \film{? (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{Sagar Siddiqi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian % prelude dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahane na diyaa jab chalii sard hawaa mai.nne tujhe yaad kiyaa puuchhane aate ho har roz asiiro.n ke mizaaj kyuu.N nahii.n kahate ho jaa_o tumhe.n aazaad kiyaa hai du_aa yaad magar harf\-e\-du_aa yaad nahii.n mere nagmaat ko a.ndaaz\-e\-navaa yaad nahii.n zi.ndagii zabr\-e\-musalasal kii tarah kaaTii hai jaane kis jurm kii kaaTii hai sazaa yaad nahii.n sirf dhu.Ndhalaaye sitaaro.n kii chamak dekhii hai kab hu_aa kaun hu_aa mujhase Kafaa yaad nahii.n aa_o ek sajadaa kare.n aalam\-e\-madahoshii me.n log kahate hai.n 'saagar' ko Kudaa yaad nahii.n #endindian \endsong