% ITRANS SONG \startsong \stitle{ham hii me.n thii na ko_ii baat yaad na tumako aa sake}% \film{Live (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Mehdi Hasan}% \music{}% \lyrics{Hafeez Jullundhary}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian ham hii me.n thii na ko_ii baat yaad na tumako aa sake tumane hame.n bhulaa diyaa ham naa tumhe.n bhulaa sake tum bhii na sun sake agar qissaa\-e\-Gam sunegaa kaun kisakii zubaa.N khulegii phir ham naa agar sunaa sake shauq\-e\-wisaal hai yahaa.N lab pe sawaal hai yahaa.N kisakii majaal hai yahaa.N hamase nazar milaa sake #endindian \endsong