% ITRANS SONG \startsong \stitle{mujhe dekh ek azaab me.n, kabhii Kaab me.n}% \film{Yaadgar Ghazlen (Non-Film)}% \year{1990}% \starring{}% \singer{Ghulam Ali}% \music{}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian mujhe dekh ek azaab me.n, kabhii Kaab me.n kabhii aatish\-e\-sar\-e\-Kaab me.n, kabhii Kaab me.n ko_ii naql jhuumataa hai nigaah ke ruu\-ba\-ruu kabhii i.ntazaar\-e\-sahaab me.n, kabhii Kaab me.n kabhii baad\-o\-aatish\-e\-tez me.n hai merii namuu.N kabhii Kaak me.n, kabhii aab me.n, kabhii Kaab me.n kabhii apanii tarz badal badal ke bhii mil hame.n kabhii aashnaa_ii ke baab me.n, kabhii Kaab me.n hame.n phir se taazaa haqiiqato.n kaa suraaG de kabhii pardaa aaye hijaab me.n, kabhii Kaab me.n #endindian \endsong