% \startsong \stitle{saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge (partial)}% \film{Ustadi Ustad Se}% \year{}% \starring{}% \singer{}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{}% % % Contributor: Arati Deo (arati@soma.rice.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits : Narendra Joshi % \printtitle #indian % saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge, jiivan kar jaaye.nge tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge khushabuo.n kii tarah, tuu mahakatii rahe bulabulo.n kii tarah, tuu chahakatii rahe dil ke har taar se aa rahii hai sadaa tuu salaamat rahe, bas yahii hai duaa tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge % #endindian \endsong %