% \startsong \stitle{terii pyaarii-pyaarii suurat ko kisii kii nazar naa lage, chashm-e-bad duur}% \film{Sasural}% \year{1961}% \starring{Rajendra Kumar, Saroja Devi}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Credits: Sanjeev Ramabhadran (@princeton.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % U. V. Ravindra % Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % terii pyaarii-pyaarii suurat ko kisii kii nazar naa lage chashm-e-bad duur mukha.De ko chhupaa lo aa.Nchal me.n, kahii.n merii nazar naa lage chashm-e-bad duur ... yuu.N na akele phiraa karo, sab kii nazar se Daraa karo - 2 phuul se zyaadaa naazuk ho tum, chaal sa.Nbhal_kar chalaa karo zulfo.n ko giraa lo gaalo.n par, mausam kii nazar naa lage chashm-e-bad duur ... ek jhalak jo paataa hai, raahii vahii.n ruk jaataa hai - 2 dekhake teraa ruup salonaa chaa.Nd bhii sar ko jhukaataa hai dekhaa na karo tuma aaiinaa, kahii.n Khud kii nazar naa lage chashm-e-bad duur ... dil me.n chubhe vo tiir ho tum, chaahat kii taqadiir ho tum - 2 kaun na hogaa tum pe divaanaa, pyaar bharii tasaviir ho tum nikalaa na karo tum raaho.n par, zarro.n kii nazar naa lage chashm-e-bad duur ... % #endindian \endsong %