% \startsong \stitle{vo chup rahe.n to mere dil ke daaG jalate hai.n}% \film{Jahan Ara}% \year{1964}% \starring{Bharat Bhushan, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Ajay P Nerurkar (apn@cs.buffalo.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Mon June 19, 1995 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % vo chup rahe.n to mere dil ke dAG jalate hai.n jo bAt kar le.n to bujhate charAG jalate hai.n kaho bujhe.n ke jale.n ham apanI rAh chale.n yA tumhArI rAh chale.n kaho bujhe.n ke jale.n bujhe.n to aise ke kisI GarIb kA dil kisI GarIb kA dil jale.n to aise ke jaise charAG jalate hai.n yah khoI khoI nazar kabhI to hogI yA sadA rahegI udhar yah khoI khoI nazar udhar to ek sulaGatA huA hai vIrAnA hai ek vIrAnA magar idhar to bahAro.n me.n bAG jalate hai.n jo ashq pI bhI lie jo ho.nTh sI bhI lie, to sitam ye kisape kie jo ashq pI bhI lie kuchh Aj apanI sunAo kuchh Aj merI suno KAmoshio.n se to dil aur dimAG jalate hai.n % #endindian \endsong %