% \startsong \stitle{ye ha.Nsataa hu_aa kaaravaa.N zi.ndagii kaa na puuchho chalaa hai kidhar}% \film{Ek Jhalak}% \year{}% \starring{}% \singer{Hemant, Asha}% \music{Hemant}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Hemantada, a genius in his niche #9 % Editor: % \printtitle #indian % he: ye ha.Nsataa hu_aa kaaravaa.N zi.ndagii kaa na puuchho chalaa hai kidhar tamannaa hai ye saath chalate rahe.n, ham na biite kabhii ye safar ye ha.Nsataa hu_aa kaaravaa.N zi.ndagii kaa na puuchho chalaa hai kidhar aa: haa.N? he: tamannaa hai ye saath chalate rahe.n, ham na biite kabhii ye safar aa: vaah! vaah! he: hmmm hmm hmm hmm....hmmm..hmm... he: zamii.n se sitaaro.n kii duniyaa me.n jaaye.n aa: haan haan?! he: vahaa.N bhii yahii giit ulfat ke gaaye.n aa: achchhaa? he: zamii.n se sitaaro.n kii duniyaa me.n jaaye.n vahaa.N bhii yahii giit ulfat ke gaaye.n muhabbat kii duniyaa ho Gam se begaanaa rahe na kisii kaa bhii Dar aa: ajii Dar kaisaa he: ye ha.Nsataa hu_aa kaaravaa.N zi.ndagii kaa na puuchho chalaa hai kidhar tamannaa hai ye saath chalate rahe.n, ham na biite kabhii ye safar aa: chaliye hemant: hmmhmm...hmmhmm hmmm.. asha: aha ha ha...aa~~~ he: bahaaro.n ke din ho javaa.N ho nazaare aa: aha ha ha ! he: hasiin chaa.Ndanii ho nadii ke kinare aa: kyaa baat hai? he: bahaaro.n ke din ho javaa.N ho nazaare hasiin chaa.Ndanii ho nadii ke kinare na aaye jahaa.N bhuul kar bad_nasiibii banaaye vahii.n apanaa ghar aa: na na na...! he: ye ha.Nsataa hu_aa kaaravaa.N zi.ndagii kaa na puuchho chalaa hai kidhar tamannaa hai ye saath chalate rahe.n, ham na biite kabhii ye safar % #endindian \endsong %