% \startsong \stitle{ye tanhaaii haay re haay re jaane phir aae naa aae}% \film{Tere Ghar Ke Saamne}% \year{1963}% \starring{Dev Anand, Nutan, Harendranath, Om Prakash}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % % \printtitle #indian % ye tanhaaii haay re haay re jaane phir aae naa aae thaam lo baahe.n thaam lo baahe.n 1) jhuum jhuum gaauu.n pyaar se sharamaauu.n ek nashaa saa mujhe ho chalaa terii merii chaahe.n roz ba.Dhii jaae.n aur nA TuuTe kabhii silasilaa dekh terii merii hai ek Dagariyaa, thaam lo baahe.n \threedots 2) aaj apane saathii dIp aur baatii jagamaaii merii zindagii paake terii saae kaun aage jaae tuu milaa to milii har khushii tan man chamake hai jaise bijuriyaa, thaam lo baahe.n \threedots 3) aaj samay aayaa mai.n ne tujhe paayaa mai.n nashaa huu.N tere pyaar kii phuul naae laauu.n tujhako mahakaauu.n mai.n kalii huu.N tere haar kii pyaar kii hamaare amaravaa umariyaa, thaam lo baahe.n \threedots % #endindian \endsong %