% ITRANS Song # % \startsong \stitle{do naino.n kaa banaa jhuulanaa}% \film{Devataa}% \year{1957}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{C Ramachandra}% \lyrics{Rajinder Kishan}% % % Audio on: % Contributor: Deepak Sabnis % Transliterator: Deepak Sabnis % Date: 21 Jan 2005 % Series: Latanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % do naino kaa banaa jhuulanaa, do naino kaa banaa jhuulanaa hai.n palako.n kii doriyaa.n, hai.n palako.n kii doriyaa.n saaz bajaaye chaa.ndanii aur chaa.nd sunaaye loriyaa.n, chaa.nd sunaaye loriyaa.n, ho oo… chaa.nd sunaaye loriyaa.n laal meraa jab muskaaye, laal meraa jab muskaaye mast cha.ndaniyaa bhii sharamaaye aa aa aa …. dekh dekh ke mere dil mein dekh dekh ke mere dil mein, lahar khushii kii daudii jaaye tere mere pyaar ki ye kabhii naa tuute.n doriyaa.n kabhii naa toote.n doriyaan ho … chaa.nd sunaye loriyan mere sang sang dhiire dhiire, chaal chale jab tuu matawaalii mai.n jhumuu.n mera manwa jhuume, jhuume daalii daalii phoolo.n kii hai paalaki aur shaakho.n kii hai.n doriyaa.n , shaakhon kii hai.n doriyaa.n saaz bajaaye chaa.ndanii aur, chaa.nd sunaaye loriyaa.n ho oo… chaa.nd sunaaye loriyaa.n… % #endindian \endsong