% ITRANS Song # % \startsong \stitle{mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai}% \film{Parai Aag (Pakistan)}% \year{1971}% \starring{Shamim Ara, Nadeem}% \singer{Noorjehan}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{Habib Jalib}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Pulkit Sharma % Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 20 Mar 2005 % Series: Noor-E-Tarannum % Comments: Khurshid Anwar Birth Aniversary, 21st March % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai \-2 aap apane pe zulm Dhaayaa hai mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai shukra hai tum nahii.n hu_e rusavaa shukra hai shukra hai tum nahii.n hu_e rusavaa harf merii wafaa pe aayaa hai ye nahii.n hai to bebasii kyaa hai \-2 Gam bhii apanaa nahii.n paraayaa hai mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai kar liyaa hai lahuu\-lahuu dil ko kar liyaa hai kar liyaa hai lahuu\-lahuu dil ko mai.nne ahad\-e\-wafaa nibhaayaa hai mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa % #endindian \endsong