% ITRANS Song # % \startsong \stitle{o saathiyaa o beliyaa}% \film{Saaya}% \year{2003}% \starring{John Abraham, Tara Sharma}% \singer{Alka Yagnik, Udit Narayan}% \music{M M Kreem}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: T-Series % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 27 Mar 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % u: o saathiyaa, o beliyaa dekhii hai pahalii baar, aa.Nkho.n ne ye bahaar rut mast-mast ye din ye vaqt mausam ne kyaa jaaduu kiyaa dil churaa liyaa, saathiyaa (2) a: dekhii hai pahalii baar rut mast-mast ye din ye vaqt mausam ne kyaa jaaduu kiyaa dil churaa liyaa, saathiyaa (2) u: dil thaa pyaasaa, bas hamane saaraa saagar do ghuu.NT me.n pii liyaa pal-do-pal me.n bas aaj hii kal me.n sau saalo.n kaa janam jii liyaa dekhaa hai pahalii baar, jiivan ke aarapaar rut mast-mast ye din ye vaqt mausam ne kyaa jaaduu kiyaa dil churaa liyaa, saathiyaa (2) a: phuulo.n ko to khilate dekhaa thaa kaa.NTe bhii aaj to khil ga_e logo.n ko to milate dekhaa thaa ye dharatii aasamaa.N mil ga_e aayaa hai pahalii baar, qismat pe aitabaar rut mast-mast ye din ye vaqt mausam ne kyaa jaaduu kiyaa dil churaa liyaa, saathiyaa (2) u: dekhii hai pahalii baar aa.Nkho.n ne ye bahaar do: rut mast-mast ye din ye vaqt mausam ne kyaa jaaduu kiyaa dil churaa liyaa, saathiyaa (2) % #endindian \endsong