% ITRANS Song # % \startsong \stitle{ek din ha.Nsaanaa ek din rulaanaa}% \film{Benaam}% \year{1974}% \starring{Amitabh Bachchan, Moushumi Chatterjee}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: HMV CDF 120358 % Tags: % Contributor: Abhijit Deonath % Transliterator: Abhijit Deonath % Date: 2 Jun 2005 % Series: GEETanjali, THGHT % Comments: there is also a "sad" version, which comprises a fragmented version of the first a.ntaraa and ends by trailing off with the mukha.Daa % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % u u u u u \.\.\. u hu.n hu.n u u \.\.\. laa laa laa laa \.\.\. laa laa laa laa \.\.\. u hu.n hu.n u u \.\.\. so jaa re nii.nd suhaanii ( ek din ha.Nsaanaa ek din rulaanaa jiivan kii riit puraanii phir terii palake.n kaahe ko chhalake.n so jaa re nii.nd suhaanii ) -2 sanan sanan pawan kahe so jaa milegaa tujhako koii nayaa khilaunaa magan magan sapan me.n gum ho jaa milegaa duujaa saathii koii salonaa din kal kaa nayaa din hogaa phir kaisii ye pareshaanii ek din ha.Nsaanaa \.\.\. nikale.nge abhii bahut jiyaa ke aramaan jiivan saaraa abhii pa.Daa hai ho Tukur Tukur nayan liye naa ho re hairaan uuparawaalaa bahut ba.Daa hai phir kaahe tuu pa.Daa jaage a.Nkhiyo.n me.n ho liye paanii (ab to so jaa) ek din ha.Nsaanaa \.\.\. % #endindian \endsong