% ITRANS Song # % \startsong \stitle{dil kaa.NTo.n me.n ulajhaayaa hai}% \film{Barood}% \year{1976}% \starring{Shoma Anand, Rishi Kapoor}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: Music India % Tags: % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 29 Jun 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % (dil kaa.NTo.n me.n ulajhaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai) (2) sholaa shabanam me.n laharaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n (jaaduu saa chalane lagaa hai, mausam badalane lagaa hai) (2) lagataa hai mere siine se dil baahar nikalane lagaa hai shiishaa pathhar se Takaraayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n ulajhaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n \threedots (na paas aane diyaa hai, na duur hone diyaa hai) (2) na ho.nTho.n ko ha.Nsane diyaa hai, na aa.Nkho.n ko rone diyaa hai ba.Daa zaalim ne ta.Dapaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n ulajhaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n \threedots (aisaa sitam karane se sai.nyyaa.N banaa re na jaane jab tak ho sakaa ye hamase, ham ruuThe rahe nahii.n maane yahii Gussaa ye ra.ng laayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n ulajhaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai sholaa shabanam me.n laharaayaa hai, ik dushman pe pyaar aayaa hai dil kaa.NTo.n me.n \threedots % #endindian \endsong