% ITRANS Song # % \startsong \stitle{dil dil nahii.n rahaa meraa terii chaahat me.n}% \film{Chahat (Non-film)}% \year{}% \starring{-}% \singer{Harry Anand}% \music{Harry Anand-Vipin Anand}% \lyrics{Sham Balkar}% % % Audio on: % Tags: Indipop % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 15 Sep 2005 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % dil dil nahii.n rahaa meraa terii chaahat me.n (2) mai.n ho gayaa huu.N diivaanaa terii chaahat me.n taare ginataa rahataa huu.N chaa.Ndanii raato.n me.n mai.n ho gayaa huu.N diivaanaa terii chaahat me.n baraso.n se saath thaa mere par meraa nahii.n huaa (2) jaane kyaa baat hai tujhame.n, jab tuune ise chhu_aa ye pal me.n ho gayaa teraa terii chaahat me.n mai.n ho gayaa huu.N diivaanaa terii chaahat me.n maane na ko_ii kahanaa meraa Kud me.n rahe magan (2) bas me.n na aa_e mere chaahe jitane karuu.N jatan ki chain kho gayaa meraa terii chaahat me.n mai.n ho gayaa huu.N diivaanaa terii chaahat me.n tum duur ho to dekho saaraa aalam udaas hai (2) nazadiik aa bhii jaa_o mujhako milane kii aas hai dil udaas hai o jaanaa terii chaahat me.n mai.n ho gayaa huu.N diivaanaa terii chaahat me.n % #endindian \endsong