% ITRANS Song # % \startsong \stitle{jalatii dhuup me.n halkii hawaa chal gaI ... iimaan kaa asar}% \film{Dor}% \year{2006}% \starring{}% \singer{Sunidhi Chauhan, Shreya Ghoshal}% \music{Salim-Sulaiman}% \lyrics{Mir Ali Husain}% % % Audio on: % Tags: Female-Duet % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 11 Sep 2006 % Series: Geetanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % su: jalatii dhuup me.n halkii hawaa chal gaI milaa bharosaa yaar kaa jaa.N ab phir sa.Nbhal gaI shre: Kwaahish saa.Ns le za.njiire.n pighal gaI.n sabaa ummiid ko maathe pe yuu.N mal gaI su: suune saharaao.n me.n hasarat palii hai shre: haay tuufaa.N me.n aaj ye shamaa.N jalii hai do: shaayad hai ye dostii yaa iimaan kaa asar shaayad hai ye dostii yaa iimaan kaa asar shre: aage kyaa likhaa hamako kyaa Kabar su: iimaan kaa asar shre: iimaan kaa asar su: iimaan kaa asar shre: iimaan kaa asar shre: din mahak\-mahak gayaa raat machal\-machal gaI chaahaa zaraa thaa ab magar niiyat badal\-badal gaI su: din mahak\-mahak gayaa raat machal\-machal gaI chaahaa zaraa thaa ab magar niiyat badal\-badal gaI shre: ho bechain zi.ndagii sukuun paae su: hoy dil kii ye aarazuu lab tak to aae do: shaayad hai ye\threedots shre: kaisaa saaz hai tanhaa jaa.N bahal gaI su: dhiimii sii taal par aashaae.N machal gaI.n shre: suune saharaao.n me.n hasarat palii hai su: hoy tuufaa.N me.n aaj ye shamaa.N jalii hai do: shaayad hai ye\threedots % #endindian \endsong