% ITRANS Song # % \startsong \stitle{yaado.n me.n wo, sapano.n me.n hai}% \film{Swami}% \year{1977}% \starring{Girish Karnad, Shabana Azmi, Vikram}% \singer{Kishore}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Abhijit Deonath % Transliterator: Abhijit Deonath % Date: 17 May 2006 % Series: GEETanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % yaado.n me.n wo, sapano.n me.n hai, jaaye.n kahaa.N dha.Dakan kaa ba.ndhan to dha.Dakan se hai saa.Nso.n se huu.N mai.n kaise judaa apano.n ko duu.N mai.n kaise bhulaa yaado.n me.n wo, sapano.n me.n hai, jaaye.n kahaa.N dha.Dakan kaa ba.ndhan to dha.Dakan se hai ye raah ye galiyaa.N sabhii rok rahii raahe.n merii ye miit ye sakhiyaa.N sabhii Dhuu.N.Dh rahii nigaahe.n merii har mo.D par ek sapanaa kha.Daa jaanaa hai mushkil meraa yaado.n me.n wo \threedots nainaa mere a.Nsuan bhare puuchh rahe chalii hai kahaa.N bahatii nadii kahane lagii teraa to hai ye hii jahaa.N har mo.D par koii apanaa kha.Daa dekhuu.N mai.n mu.Dake jahaa.N yaado.n me.n wo \threedots % #endindian \endsong