% ITRANS Song # % \startsong \stitle{sakalavedatraataa dharaNiidhara}% \film{(Non-film)}% \year{}% \starring{}% \singer{}% \music{}% \lyrics{}% % % Audio on: % Tags: Hindi, Shringar, Krishna-Radha % Contributor: Animesh Kumar % Transliterator: Animesh Kumar % Date: 12 Jul 2006 % Series: GEETanjali % Comments: Thanks to Ashutosh for the song % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % la.Dakaa: sakalavedatraataa dhara.niidhara vidhaataa asuradaityahantaa jagat.h ke niyantaa kiye leke avataara satkarma uddhaara vandana karuu.N kRRiShNa karuNaa ke aadhaara la.Dakii: sakhii mere bina jo vicharate vihaarii magana gopiyo.n me.n rame vaMshiidhaarii niThura miita ke priita kii vandinii mai.n ragii shyaama ke ra.Nga shyaamaa~Nginii mai.n binaa shyaama pala pala viraha chaina luuTe milana yaada aae sakhii dhiira TuuTe kaho ab tarasate nayana ko darasa de gahe.n a~Nka apane nahi.n praaNa chhuuTe liye piira mana me.n milana kii lagana me.n jalii mauna raadhaa viraha kii agana me.n suno ai kanhaaii ta.Dapatii hai kaise ko_ii miina ta.Dape binaa jala ke jaise la.Dakaa: ba.Dii maaninii hai gaii ruuTha kara vo rahii paasa lekina sadaa priita kara vo vikala raadhikaa bina tere miita pa.Nchhii nayana johate baaT palako.n ???? la.Dakii: vahaa.N shyaama aakula hai.n yamunaa kinaare vikala baaT dekhe.n muraliyaa pukaare nahii.n gopiyo.n me.n magana mana ramaate bhujaa aaj pyaase piyaa ko bulaate la.Dakaa: nahii.n shyaama puuraa tere bin, o raadhe! binaa eka duuje ke hama aadhe aadhe meraa prema arpaNa samarpaNa tumhii.n ho (tumhii praaNadhana meraa jiivana tumhii.n ho)\-2 % #endindian \endsong