% ITRANS Song # % \startsong \stitle{chhupaa kar merii aa.Nkho.n ko}% \film{Bhaabhi}% \year{1957}% \starring{Balraj Sahani, Pandari Bai, Nanda, Shyama, Jagdeep}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Anonymous % Transliterator: Deepak Sabnis % Date: 5 Aug 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % la: chhupaa kar merii aa.Nkho.n ko vo puuchhe.n kaun hai.n jii ham mai.n kaise naam luu.N unakaa jo dil me.n rahate hai.n haradam ra: huu.N uu.N uu.N uu.N uu.N huu.N uu.N uu.N uu.N uu.N la: chhupaa kar merii \threedots ra: (na jab tak dekh le.n vo dil to kaise etabaar aa_e)\- 2 la: tumhaarii is adaa par bhii hamaare dil ko pyaar aa_e tumhaarii ye shikaayat bhii mohabbat se nahii.n hai kam chhupaa kar merii \threedots ra: nahii.n ham yuu.N na maane.Nge la: to kaise tum ko samajhaaye.n ra: dikhaa do dil hame.n apanaa la: kahaa.N se dil ko ham laaye.n ki de rakhaa hai vo tumako dikhaa sakate hai.n kaise ham chhupaa kar merii \threedots ra: diyaa thaa kis liye bolo la: amaanat hii tumhaarii thii ra: diyaa thaa kis liye bolo la: amaanat hii tumhaarii thii ye jab tak paas thaa apane ajab sii beqaraarii thii ra: chalo chho.Do gile shikave hu_aa hai chaa.Nd bhii maddham la: chhupaa kar merii \threedots do: huu.N uu.N uu.N uu.N uu.N huu.N uu.N uu.N uu.N uu.N % #endindian \endsong