% ITRANS Song #21151 % \startsong \stitle{kahaa.N merii ma.nzil kahaa.N merii raahe.n}% \film{Diwaali Ki Raat}% \year{1956}% \starring{Talat Mahmood}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{Madhukar Rajasthani}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 2 Dec 2006 % Series: Talat -The Velvet Voice % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % kahaa.N merii ma.nzil kahaa.N merii raahe.n kahaa.N apane dil ko lie jaa rahaa huu.N bahaaro.n ne mujhase kiyaa hai kinaaraa fizaao.n ko sajade kie jaa rahaa huu.N girii aisii bijalii jalaa aashiyaanaa magar ye chaman me.n kisii ne na jaanaa luTii merii duniyaa miTii aarazue.N magar phir bhii ab tak jie jaa rahaa huu.N shikaayat na unase na koii gilaa hai jahaa.N me.n muhabbat kaa ye hii silaa hai chhupaae hue dard dil me.n hazaaro.n hujuum\-e\-tamannaa lie jaa rahaa huu.N bhulaa do mujhe aur merii kahaanii mubaarak ho tumako na_ii zi.ndagaanii salaamat raho tumako saharaa mubaarak duaae.N mai.n dil se die jaa rahaa huu.N % #endindian \endsong