% ITRANS Song #21308 % \startsong \stitle{tuu mohan meraa}% \film{Murliwala}% \year{1951}% \starring{Vijay Lakshmi, Shashi Kapoor, Durga Khote}% \singer{Lata}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Audio on: % Tags: romantic, melodious, old % Contributor: Animesh Kumar % Transliterator: Animesh Kumar % Date: 25 Oct 2007 % Series: LATAnjali % Comments: P-Stats credits: Srinivas Ganti % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % lataa: tuu mohan meraa\-2 mai.n muralii terii apane praaNo.n kii saragam sunaauu.Ngii\-2 tore ho.nTho.n se lag\-lag jaauu.Ngii koras: tuu mohan meraa\-2 lataa: (bahe jamunaa kii jab tak dhaaraa nahii.n chhuuTe ye saath hamaaraa)\-2 tuu diipak meraa\-2 mai.n baatii terii apane jiivan kii jyot jagaauu.Ngii tore praaNo.n me.n ghul mil jaauu.Ngii koras: tuu mohan meraa\-2 lataa: (ye madhur milan kii raate.n ye ras kii bharii barasaate.n)\-2 tuu baadal meraa\-2 mai.n bijalii terii apane man kii ta.Dap dikhalaauu.Ngii tore hiraday me.n chhup chhup jaauu.Ngii koras: tuu mohan meraa\-2 lata: (ye chandaa hai jab tak pyaaraa rahe haatho.n me.n haath hamaaraa)\-2 tuu saagar meraa\-2 mai.n saritaa terii apane jiivan kii bhe.nT cha.Dhaauu.Ngii torii laharo.n se mil mil jaauu.Ngii koras: tuu mohan meraa\-2 % #endindian \endsong