% ITRANS Song #21325 % \startsong \stitle{mai.n kabhii batalaataa nahii.n ... maa.N}% \film{Taare Zameen Par}% \year{2007}% \starring{}% \singer{Shankar Mahadevan}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Prasoon Joshi}% % % Audio on: % Tags: emotional mother moving % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 12 Dec 2007 % Series: navagiit % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % mai.n kabhii batalaataa nahii.n par a.Ndhere se Darataa huu.N mai.n maa.N yuu.N to mai.n dikhalataa nahii.n terii parawaah karataa huu.N mai.n maa.N tujhe sab hai pataa hai na maa.N tujhe sab hai pataa hai merii maa.N bhii.D me.n yuu.N naa chho.Do mujhe ghar lauT kar bhii aa na paauu.N maa.N bhej naa itanaa duur mujhako tuu yaad bhii tujhako aa naa paauu.N maa.N kyaa itanaa buraa huu.N mai.n maa.N kyaa itanaa buraa .. merii maa.N jab bhii kabhii paapaa mujhe jo zor se jhuulaa jhulaate hai maa.N merii nazar Dhuu.N.Dhe tujhe sochuu.N yahii tuu aake thaamegii maa.N unase mai.n ye kahataa nahii.n par mai.n saham jaataa huu.N maa.N chehare pe aane detaa nahii.n dil hii dil me.n ghabaraataa huu.N maa.N tujhe sab hai pataa hai na maa.N tujhe sab hai pataa hai merii maa.N mai.n kabhii batalaataa nahii.n ... % #endindian \endsong