% ITRANS Song #21334 % \startsong \stitle{aao baadal chain se roye.n}% \film{Aawaraa Ladki}% \year{1967}% \starring{}% \singer{Talat Mahmood}% \music{Pt Dhaniram}% \lyrics{Rajanikant}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Date: 17 Jan 2008 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % aao baadal chain se roye.n jalatii dhuup jalatii dhuup jalatii dhuup me.n mai.n huu.N akelaa Kush rahe.n Kush rahe.n Kush rahe.n ye duniyaa waale Katm huaa meraa melaa mai.n huu.N aaj akelaa aao baadal chain se... aramaan the dil me.n mere kitane chandaa ke, haay, chandaa ke saathii taare jitane Duuba dil ab naav bhii Duube tuufaa.N kaa dekhaa relaa mai.n huu.N aaj akelaa aao baadal chain se... din the chaar jo biit gaye mere ho.nge duHkh ke ab Dere Dar nahii.n par ha.Nnse bhii kaise Gam se ab tak khelaa mai.n huu.N aaj akelaa aao baadal chain se... aa gaye to phuuT bhii pa.Do re kam hai.n aa.Nsuu to mujh se maa.Ng lo re \-2 siine me.n kyaa ta.Dap nahii.n yaa duHkh kabhii nahii.n jhelaa? % #endindian \endsong