% \startsong \stitle{matalab kii ye duniyaa hai}% \film{Nausherwan-e-Adil}% \year{1957}% \starring{Raj Kumar, Mala Sinha}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Parvez Shamsi}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: August 17, 1999 % Credits: Kanti Shah % Editor: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % ham aah bhii bharate hai.n to ho jaate hai.n badnaam vo qatl bhii karate hai.n to chach.raa nahii.n hotaa aa~ a~ matalab kii ye duniyaa hai yahaa.N kaun kisii kaa hotaa hai dhokhaa de dete hai.n vahii jin par ke bharosaa hotaa hai baaG me.n sair ko aaye the ek daaG jigar me.n leke chale rangiiniyo.n me.n bhuul gaye har phuul me.n kaa.NTaa hotaa hai matalab kii ye duniyaa hai \threedots behoshiyo.n me.n dil kho baiThe jab hosh aayaa to ye samajhe aa~ aa~ a~ behoshiyo.n me.n dil kho baiThe jab hosh aayaa to ye samajhe sab jisako muhabbat kahate hai.n darasal vo dhokhaa hotaa hai khuun\-e\-jigar se baaG ko sii.nchaa phuul khile to aag lagii jal hii gayii ab saarii duniyaa rone se ab kyaa hotaa hai matalab kii ye duniyaa hai \threedots matalab kii ye duniyaa hai yahaa.N kaun kisii kaa hotaa hai dhokhaa de dete hai.n vahii jin par ke bharosaa hotaa hai % #endindian \endsong %