% \startsong \stitle{ba.Dii duur se aaye hai.n, pyaar kaa tohafaa laaye hai.n}% \film{Samjhauta}% \starring{Anil Dhawan}% \singer{Rafi, Mukesh}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Varma Malik}% % % Contributor: Sanjeev Ramabhadran (@cmu,) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % rafI: ba.Dii duur se aaye hai.n, pyaar kaa tohafaa laaye hai.n apanaalo yaa Thukaraado, pyaar kaa tohafaa laaye hai.n jo dilo.n ke naate hai.n, vo jo.De nahii.n jaate jo.D liye to \threedots phir to.De nahii.n jaate ye naate dil me.n basaaye sajaaye hai.n (pyaar kaa tohafaa \threedots) anjaane logo.n me.n koI saathii to milegaa koI to hogaa jo hamako samajhegaa ye sapanaa dil me.n sajaaye hai.n (pyaar kaa tohafaa \threedots) dono: ham yaar hai.n yaaro.n ke nibhaa de.nge yaarii yaarii hai hamako saarii duniyaa se pyaarii apanaa to dil hai saada, phiratii hai aTal iraade hai jaan se pyaaraa vaadaa, vaadaa kabhii na to.De.nge jiitejii ham yaaro.n kaa saath naa chho.De.nge rafii: sahaare yaaro.n ke paaye hai.n (pyaar kaa tohafaa \threedots) % #endindian \endsong %