% \startsong \stitle{ham tum yug yug se giit milan kaa}% \film{Milan}% \year{1967}% \starring{Sunil Dutt, Nutan, Jamuna}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Alfaaz % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ham tum yug yug se ye giit milan kaa gaate rahe hai.n gaate rahe.nge ham tum, jag me.n jiivan saathii banakar aate rahe hai.n, aate rahe.nge ham tum \threedots jab jab hamane jiivan paayaa teraa hii ruup sajaa sajanaa har baar tumhii.n ne maa.Ng bharii tumhii.n ne pahanaayaa ka.Nganaa ham phuul bane yaa raakh hue par saath nahii.n chhuuTaa apanaa har baar tumhii.n tum aan base in aa.Nkho.n me.n banakar sapanaa ham tum \threedots ham aaj kahe.n tumako apanaa tum bhii kisii roz paraaye the duniyaa samajhii ham bichha.D gaye aise bhii zamaane aaye the lekin vo judaa honevaale ham nahii.n hamaare saaye the ham tum \threedots % #endindian \endsong %