% \startsong \stitle{baad muddat ke yah gha.Dii aaii}% \film{Jahan Ara}% \year{1964}% \starring{Bharat Bhushan, Mala Sinha}% \singer{Rafi, Suman Kalyanpur}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Vandana Venkatesan % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1996 % \printtitle #indian % ra: baad muddat ke yah gha.Dii aa_ii aap aae to zi.ndagii aa_ii ishq mar marake kaamayaaB huaa aaj ek zarraa aaftaab huaa su: shukriyaa ai huzuur aane kaa vaqt jaagaa gariib\-khaane kaa ek zamaane ke baad iid huii iid se pahale merii diid huii ra: iid kaa chaa.Nd aaj dekhaa hai iid kaa kyo.n na aitabaar aae haath uThaakar duaa yah karataa huu.N iid phir aisii baar\-baar aae din zamaane kaa raat apanii hai is gha.Dii qaayanaat apanii hai ishq par husn kii inaayat hai mere pahaluu me.n merii jannat hai su: faasale vaqt ne miTaa hii diye dil ta.Dapate hue milaa hii diye kaash is vaqt maut aa jaae zi.ndagaanii pe aake chhaa jaae dono.n: baat muddat ke \threedots % #endindian \endsong %