% \startsong \stitle{aa jaa ke dil tujh ko ro ro pukaare}% \film{Firdaus}% \year{}% \starring{}% \singer{Asha}% \music{Robin Chatterjee}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Nita Awatramani % Date: 08\Oct\99 % Credits: S. Kalra % Comments: % \printtitle #indian % aa jaa ke dil tujh ko ro ro pukaare \- 2 aise mere din na guzare guzaare saajan aa jaa, aa jaa, aa jaa ho saajan aa jaa god me.n teraa pyaar hai khele \- 2 dil me.n aramaano.n ke mele \- 2 bhiige bhiige nainaa hamaare \- 2 phuuT rahe hai.n dard tumhaare saajan aa jaa, aa jaa, aa jaa ho saajan aa jaa des paraayaa log paraaye \- 2 kaun hai jo meraa Gam khaaye \- 2 rotii huu.N is dard ke maare \- 2 chhuuT gaye sab saath sahaare saajan aa jaa, aa jaa, aa jaa ho saajan aa jaa % #endindian \endsong %