% \startsong \stitle{bikharaa ke zulfe.n chaman me.n na jaanaa}% \film{Nazrana}% \year{1961}% \starring{Raj Kapoor, Vyjayantimala}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % bikharaa ke zulfe.n chaman me.n na jaanaa - kyo.n? is liye ki sharmaa na jaaye.n phuulo.n ke saaye muhabbat ke naGame tum bhii na gaanaa - kyo.n? is liye ki bha.Nvaraa tumhaarii ha.Nsii na u.Daaye muhabbat ke bha.Nvare kii pahachaan kyaa? ye kaliyo.n se puuchho hame.n kyaa pataa har_jaa_ii hogaa ham to nahii.n hai.n kahii.n siikh lenaa na tum ye adaa zubaa.N par kabhii baat aisii na laanaa - kyo.n? is liye ki duniyaa.N se rasm\-e\-vafaa miT na jaaye kaho saath doge kahaa.N tak meraa vahaa.N tak jahaa.N aasamaa.N jhuk rahaa bolo chalogii? jo tum le chaloge kahii.n raah me.n ho na jaanaa judaa meraa pyaar dekhegaa saaraa zamaanaa - kyo.n? is liye ki vaade kiye aur kar ke nibhaaye % #endindian \endsong %