% \startsong \stitle{bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa}% \film{Miss Mary}% \year{}% \starring{Gemini Ganesan, Jamuna, Meena Kumari, Kishore Kumar, Om Prakash}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Hemant}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa sab kii aa.Nkho.n kaa taaraa man hii man kyo.n jale raadhikaa mohan to hai sab kaa pyaaraa bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa \threedots jamanaa taT par nand kaa laalaa jab jab raas rachaaye re tan man Dole kaanhaa aisii ba.nsii madhur bajaaye re sudh\-budh bhuulii kha.Dii gopiyaa.N jaane kaisaa jaaduu Daaraa bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa \threedots ra.ng salonaa aisaa jaise chhaa_ii ho ghaT saavan kii ai rii mai.n to huii diivaanii manamohan man bhaavan kii tere kaaraN dekh baa.Nvare chho.D diyaa mai.n ne jag saaraa bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa \threedots % #endindian \endsong %