% \startsong \stitle{bahanaa ne bhaaii kii kalaaii se pyaar baa.Ndhaa hai}% \film{Resham Ki Dori}% \year{1974}% \starring{Dharmendra, Saira Banu}% \singer{Suman Kalyanpur}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 17 1995 % Credits: Vinod Jairaj (vjairaj@black.weeg.uiowa.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % (bahanaa ne bhaaii kii kalaaii se bahanaa ne bhaaii kii kalaaii se pyaar baa.Ndhaa hai pyaar ke do taar se, sa.Nsaar baa.Ndhaa hai resham kii Dorii se \-2 resham kii Dorii se sa.Nsaar baa.Ndhaa hai) \-2 su.ndarataa me.n jo kanhaiyaa hai mamataa me.n yashodaa maiyyaa hai vo aur nahii.n duujaa koii vo to meraa raajaa bhaiyaa hai bahanaa ne bhaaii\threedots meraa phuul hai tuu, talvaar hai tuu merii laaj kaa paharedaar hai tuu mai.n akelii kahaa.N is duniyaa me.n meraa saaraa sa.Nsaar hai tuu bahanaa ne bhaaii\threedots hame.n duur bhale kismat kar de apane man se na judaa karanaa saavan ke paavan din bhaiyaa bahanaa ko yaad kiyaa karanaa bahanaa ne bhaaii\threedots % #endindian \endsong %