% \startsong \stitle{kesariyaa baalamaa o rii}% \film{Lekin}% \year{1990}% \starring{Vinod Khanna, Dimple Kapadia}% \singer{Lata}% \music{Hridaynath}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % kesariyaa baalamaa o rii ki tumase laage nain, nain re ra.ng liyo mai.n aaj a.ng a.ng tere ra.ng me.n tan huaa man huaa kesariyaa chaa.Ndanii hai raat ab to aa jaa piyaa aa~ chaa.Ndanii hai raat ab to aa jaa piyaa kesariyaa baalamaa o rii \threedots Takaraa ke sar ko jaan na de duu.N to kyaa karuu.N kab tak firaaq\-e\-yaar ke sadame sahaa karuu.N mai.n to hazaar chaahuu.N ki boluu.N na yaar se qaabuu me.n apane dil ko na paa_uu.N to kyaa karuu.N chaa.Ndanii hai raat ab to aa jaa piyaa chaa.Ndanii hai raat ab to aa jaa piyaa, aa jaa piyaa chaa.Ndanii hai raat ab to aa jaa piyaa kesariyaa baalamaa o rii \threedots ## Version II ## kesariyaa baalamaa o rii ki baa.Nvarii bole log na mai.n ji_utii na mariyo mai.n biarahaa mhaaro rog re baa.Nvarii bole log, log re kesariyaa \threedots cha.Dhate din kii aa.Nch baToruu.N til til, til til sab jal jaa_uu.N Dhalate saa.Njh kii raakh kureduu.N ret me.n ret me.n sab ral jaaye na mil paayii na bichha.Dii mai.n kaiso ye sa.njog re baa.Nvarii bole log re \threedots mhaaro thal kii laambii saa_i.nyaa nis din nis din kuchh likh jaa_uu.N mero sandeso koii sunaa do jis ko vo jis ko vo dikh jaaye priit ko dekhe nagarii vaale piir na dekhe log re baa.Nvarii bole log kesariyaa \threedots % #endindian \endsong %