% \startsong \stitle{aa.Nkho.n me.n kyaa jii, rupahalaa baadal}% \film{Nau Do Gyaarah}% \year{1957}% \starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}% \singer{Kishore, Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % \printtitle #indian % aa.Nkho.n me.n kyaa jii rupahalaa baadal baadal me.n kyaa jii kisii kaa aa.Nchal aa.Nchal me.n kyaa jii ajab sii halachal ra.ngii.n hai mausam tere dam kii bahaar hai phir bhii hai kuchh kam bas teraa i.ntazaar hai dekhane me.n bhole ho par ho ba.De cha.nchal aa.Nkho.n me.n kyaa jii\threedots jhukatii hai.n palake.n jhukane do aur jhUm ke u.Datii hai.n zulphe.n u.Dane do ho.nTh chuum ke dekhane me.n\threedots jhuume.n laharaae.n nayanaa mil jaaye nain se saathii bana jaae.n rastaa kaT jaaye chain se dekhane me.n\threedots % #endindian \endsong %