% \startsong \stitle{piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar}% \film{House No. 44}% \year{1955}% \starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}% \singer{Lata, Hemant}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: SDB Series #29 % \printtitle #indian % % la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho he: o ho la: o ho he: aa haa la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots la: dekho na baabuujii daaye.n baaye.n he: oho ho la: paa.Nv kahii.n ulajh na jaae.n he: aa haa haa la: chaahat ke raste me.n pher ba.De hai.n giroge fisal ke chaalnaa sambhal ke chhup chhup jaanaa he: o ho la: o ho he: aa haa la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots la: chorii chorii aake morii sai.nyaa he: o ho ho la: ? aur thaamo morii bai.nyaa he: uu.Nh uu.Nh uu.N la: jaao jii tum se diler ba.De hai.n aaye jo aka.D ke maaruu.Ngii paka.D ke chhup chhup jaanaa he: o ho la: o ho he: aa haa la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots la: jhalak dikhaake tarasaau.N he: o ho ho la: par kabhii paka.Dii na jaauu.N he: aa haa haa la: tum jaise miTTii ke sher ba.De hai.n ha.Nsake machal ke haatho.n se nikal ke chhup chhup jaanaa he: o ho la: o ho he: aa haa la: aa~ piichhe piichhe aa kar \threedots % #endindian \endsong %