% \startsong \stitle{vo merii taraf yuu.N chale aa rahe hai.n}% \film{Kaafila}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jayawant, Motilal}% \singer{Kishore}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Brajendra Gaud}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % vo merii taraf yuu.N chale aa rahe hai.n ki aramaan dha.Dakan se Takaraa rahe hai.n vo merii taraf yuu.N unhe.n dekhane ko uThii.n merii nazare.n mujhe dekhate hii jhukii kyo.n un kii palake.n na jaane vo kyo.n ham se sharamaa rahe hai.n ki aramaan dha.Dakan se Takaraa rahe hai.n vo merii taraf yuu.N jo kaliyaa.N khilii hai.n to gul bhii khile.nge nigaahe.n milii hai.n to dil bhii mile.nge ki saa.Nso.n se paiGaam aa\-jaa rahe hai.n ki aramaan dha.Dakan se Takaraa rahe hai.n vo merii taraf yuu.N unhe.n dekh kar dil lagaa ra.ng laane hai dil kyaa kahii.n baat maane na maane ki ham dil ki harakat se ghabaraa rahe hai.n ki aramaan dha.Dakan se Takaraa rahe hai.n vo merii taraf yuu.N % #endindian \endsong %