% \startsong \stitle{aao shyaam sundar}% \film{Mashuqa}% \year{1953}% \starring{Suraiya, Mukesh}% \singer{Suraiyya, chorus}% \music{Roshan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: Dec 30, 2001 % Availability: HMV CD Golden Collection Suraiya % \printtitle #indian % ko: ek aas ek aasaraa hai tere shyaam kaa aasaraa hai shyaam kaa ek diip raah me.n jale tumhaare naam kaa aasaraa hai shyaam kaa teraa ye jahaa.N yahaa.N meraa aur ko_ii nahii.n yahaa.N meraa aur ko_ii nahii.n su: TuuT gayii Dor sabhii ek aas baakii rahii shyaam se milan kii aa_o shyaam sundar ab to shaam ho chalii jiivan kii more nain jhare naino roye jaise ghaTaa saavan kii aa_o shyaam sundar \threedots sakhi rain ghire dhiire dhiire rain ghire din to jaise\-taise kaTe kaise kaTe ratiyaa.N nii.nd aaye kaise jab se base akhiyan me.n akhiyaa.N ko_ii jaane naa jaane naa morii baat ye lagan kii aa_o shyaam sundar \threedots % #endindian \endsong %