% \startsong \stitle{ho gayaa dil aur aa.Nkh me.n jhaga.Daa}% \film{non-film}% \year{}% \singer{Pankaj Mullick}% \music{}% \lyrics{Pt. Madhur}% % % Contributor: Aashish Thakker % Transliterator: Aashish Thakker % Credits: Balaji AS Murthy, Afzal Khan % Date: 11th February, 2002 % \printtitle #indian % ho gayaa dil aur aa.Nkh me.n jhaga.Daa dil ko churaa gayaa paradesii nahii.n aa.Nkh ne paka.Daa ho gayaa dil \threedots aa.Nkhe.n bolii.n paagal dil hai jisake zakhamo.n par maraham hai dil kehataa ham luTe magar kuchh nahii.n aa.Nkh kaa biga.Daa dil ko churaa gayaa \threedots dil ne apanaa bhed chhupaayaa aa.Nkho.n ne jag ko batalaayaa duniyaa ha.Nsii dekh ke un kaa ronaa honaa mukha.Daa dil ko churaa gayaa \threedots dono karane lage Gulaamii kaisii miiThii ye badanaamii is jhag.De me.n aa.Nsuu banakar dil aa.Nkho.n se bichha.Daa dil ko churaa gayaa \threedots % #endindian \endsong %