% \startsong \stitle{kaa.NTo.n se chhe.Date hai.n mere jigar ke chhaale}% \film{Qeemat}% \year{1946}% \starring{Sulochana Chatterjee, Amar, Sofia}% \singer{Ameerbai}% \music{Naushad}% \lyrics{Khumar Barabankvi / Majrooh}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: % Credits: Urzung Khan % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % kaa.NTo.n se chhe.Date hai.n mere jigar ke chhaale mere jigar ke chhaale kaa.NTo.n se chhe.Date hai.n mere jigar ke chhaale mere jigar ke chhaale nirdhan se khelate hai.n uu.Nche makaan vaale nirdhan se khelate hai.n uu.Nche makaan vaale duniyaa to jaa rahii hai apanii baaraat lekar duniyaa to jaa rahii hai apanii baaraat lekar koii kuchal gayaa hai ye kaun dekhe\-bhaale koii kuchal gayaa hai ye kaun dekhe\-bhaale kaa.NTo.n se chhe.Date hai.n mere jigar ke chhaale shaayad ke bekaso.n kaa bhagavaan bhii nahii.n hai shaayad ke bekaso.n kaa bhagavaan bhii nahii.n hai majabuur ham hai.n jis kaa jii chaahe vo sataa le majabuur ham hai.n jis kaa jii chaahe vo sataa le kaa.NTo.n se chhe.Date hai.n mere jigar ke chhaale % #endindian \endsong %