% \startsong \stitle{kaisii hasiin aaj bahaaro.n kii raat hai}% \film{Aadmi}% \year{}% \starring{Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar}% \singer{Rafi, Mahendra Kapoor / Rafi, Talat}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Tabassum.Hijazi % Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: The Rafi-Talat version was not used in the film % \printtitle #indian % ra: kaisii hasiin aaj bahaaro.n kii raat hai ek chaa.Nd aasamaa.n pe hai ek mere saath hai ma : dene vale tuu ne to koii kamii na kii ab kis ko kyaa milaa ye muqaddar kii baat hai ra : chhaaya hai husn\-o\-ishq pe ek ra.ng\-e-\beKudii aate hai.n zi.ndagii me.n ye aalam kabhii kabhii har Gham bhuul jaao khuushii kii baaraat hai ek chaa.Nd aasamaa.n pe hai ek mere saath hai ma : aaii hai vo bahaar ki naGame ubal pa.De aisii khuushii hai ki aa.Nsuu nikal pa.De ho.nTho.n pe hai.n duaae.n magar dil pe haath hai ab kis ko kyaa milaa ye muqaddar kii baat hai ra : mastii simaT ke pyaar ke gulashan me.n aa gaii ma : merii khuushii bhii aap ke daaman me.n aa gaii bha.Nvaraa kalii se duur nahii.n saath saath hai % #endindian \endsong %