% \startsong \stitle{ko_ii duniyaa me.n hamaarii tarah bar_baad na ho}% \film{Pyar Ki Jeet}% \year{1948}% \starring{Suraiya, Rehman}% \singer{Suraiyya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: % Transliterator: % \printtitle #indian % na ta.Dapane kii ijaazat hai na fariyaad kii hai ghuT ke mar jaa_uu.N ye marzii mere saiyaad kii hai ko_ii duniyaa me.n hamaarii tarah bar_baad na ho dil to rota ho magar ho.nTho.n pe fariyaad na ho dil to rota ho magar\threedots de ke ik pyaar bharaa dil merii qisamat ne kahaa jaa tere pyaar kii duniyaa kabhii aabaad na ho dil to rota ho magar\threedots pahale chhiinaa thaa tujhe ab lelii nishaanii terii duniyaa kahatii hai ke dil me.n bhii terii yaad na ho dil to rota ho magar\threedots % #endindian \endsong %