% \startsong \stitle{muhabbat jataa ke aa.Nkhe.n laDaa ke}% \film{Sagai}% \year{1951}% \starring{Premnath, Gope, Yakub, Rehana, Vijayalaxmi, Hira Lal, Cuckoo}% \music{C Ramchandra}% \singer{Rafi, Chitalkar}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Aashish Thakker % Transliterator: Aashish Thakker % Date: 8th October,2001 % \printtitle #indian % hasiino.n kii gaa.Dii me.n aashiq kaa gho.Daa bedard kismat ke haatho.n ne jodaa {muhabbat jataa ke aa.Nkhe.n la.Daa ke chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke, hoy! chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke} \-2 kahaa mai.n ne us se muhabbat karuu.Ngaa tumhaare liye hii jiyuu.Ngaa maruu.Ngaa ho jiyuu.Ngaa maruu.Ngaa faTaafaT diyaa haay re faTaafaT diyaa ek chaa.NTaa jamaa ke chale aa rahe hai.n hajaamat karaa ke\threedots {kahaa mai.n ne dil ko hathelii pe rakh ke ye anamol motii hai le lo parakh ke ji le lo parakh ke} \-2 vo chalate bane - achchhaa ji? chalate bane dil ko Thokar lagaa ke chale aa rahe \threedots kahaa thaa buzurgo.n ne dil naa lagaanaa jii dil na lagaanaa jii dil na lagaanaa muhabbat kii garmii se daaman bachaanaa ho daaman bachaanaa ho daaman bachaanaa magar ab to baiThe magar ab to baiThe hai.n daaman jalaa ke chale aa rahe \threedots % #endindian \endsong %