% \startsong \stitle{muhabbat par bahaar aatii}% \film{Shayar}% \year{1949}% \starring{Dev Anand,Suraiyya}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:13 May,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % tere khayaal ko dil se lagaaye baiThe hai.n ham intezaar kii duniyaa basaaye baiThe hai.n (muhabbat par bahaar aatii)\-2 jahaan gulzaar ho jaataa (agar betaab nazaro.n ko)\-2 teraa diidaar ho jaataa mere dil kii khushii bankar, agar tum saamane aate saamane aate (to shaayad aankhon aankhon me.n)\-2 koii ikaraar ho jaataa milaa hai dil se dil, ye bhii sahaaraa kam nahii.n mujhako kam nahii.n mujhako (nazaro.n se jab nazar milatii)\-2 to beD-e-paar? ho jaataa (muhabbat par bahaar aatii)\-2 jahaan gulzaar ho jaataa % #endindian \endsong %