% \startsong \stitle{qismat kaa nahii.n doSh baavare}% \film{Sajni}% \year{1956}% \starring{Anup Kumar, Sulochana}% \singer{Sudhir Phadke, Lata}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Pt. Narendra Sharma}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Edits: Malini % Date: 31 July, 2002 % Comments: % su: qismat kaa nahii.n doSh baavare aa aa aa~ do: qismat kaa nahiin doSh baavare, doSh nahii.n bhagavaan kaa dukh denaa i.nsaan ko jag me.n kaam rahaa i.nsaan kaa qismat kaa nahii.n doSh baavare su: sukh kii nii.nd na so paayegaa, jaag o paapii jaag re kisakii phulavaarii me.n lagaa dii, naahaq tuu ne aag re jagamag jalane diyaa na jag me.n, diip kisii ke praan kaa do: dukh denaa i.nsaan ko jag me.n, kaam rahaa i.nsaan kaa qismat kaa nahii.n doSh baavare su: (kis ke ras ko viSh kar Daalaa)\-2 diyaa kise dukh kaa viSh\-pyaalaa ek din tujhako bhii Das legii, tere paapo.n kii viSh jvaalaa sholaa bha.Dak uThegaa ek din, tere soye GYaan kaa do: dukh denaa i.nsaan ko jag me.n, kaam rahaa i.nsaan kaa qismat kaa nahii.n doSh baavare, doSh nahii.n bhagavaan kaa dukh denaa i.nsaan ko jag me.n kaam rahaa i.nsaan kaa qismat kaa nahii.n doSh baavare % #endindian \endsong %