% \startsong \stitle{tuu sach batalaa mujhe jogii}% \film{Joru Ka Bhai}% \year{1955}% \starring{Balraj Sahani, Sheila Ramani}% \singer{Lata}% \music{Jaidev}% \lyrics{Vishwamitra Adil}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Credits: % \printtitle #indian % (jogii re)\-2 tuu sach batalaa mujhe jogii balam se baat kab hogii (virah ke din kaTe.nge kab)\-2 milan kii raat kab hogii tuu sach batalaa mujhe jogii (hai yaad mujhe, mile the gale)\-2 Gamo.n se duur chaa.Nd tale (jo shaam dhale jo diip jale)\-2 kabhii ye bhiigii palako.n me.n pyaar pale tuu sach batalaa mujhe jogii balam se baat kab hogii (jiyaa roye ha.Nse taare)\-2 bane hai.n phuul a.ngaare (kiyaa kisane judaa hamako)\-2 judaa_ii vaale tiir hame.n kaun maare tuu sach batalaa mujhe jogii balam se baat kab hogii % #endindian \endsong %