% ITRANS SONG # 3267; Created on Jan 26, 2004 % % From: Urzung Khan ("_urzung"@hotmail.com) % Date: 2002-10-22 22:02:30 PST % \startsong \stitle{ai chaa.Nd tuu bataa de mere dil ko kyaa hu_aa hai}% \film{Humayun}% \year{1945}% \starring{Ashok Kumar, Nargis, Veena, Chandramohan}% \singer{Rajkumari}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{Shams Lakhnavi}% % % Contributor: , 2002-10-22 % \printtitle #indian % ai chaa.Nd tuu bataa de, mere dil ko kayaa huaa hai ae chaa.Nd tuu bataa de jaise hai.n daaG tere vaise hai.n daaG mere aapas me.n milataa julataa dono.n kaa maajaraa hai ae chaa.Nd tuu bataa de, mere dil ko kayaa huaa hai ae chaand tuu bataa de kayaa raat hai suhaanii taare bhii so rahe hai.n ik Gam hai.n dard-e-dil ke betaab ho rahe hai.n ye kaun saa maraz hai aur is kii kyaa davaa hai ae chaa.Nd tuu bataa de mere dil\-o\-jigar me.n shole bha.Dak rahe hai.n aur vo vahii.n pe baiThe paanii chhi.Dak rahe hai.n ye kaise roz\-e\-ulafat kuchh bujh ke jal rahaa hai ae chaa.Nd tuu bataa de mere dil ko kayaa huaa hai ae chaa.Nd tuu bataa de % #endindian \endsong %