% ITRANS SONG # 3293; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (not_this_naniw@hotmail.com) % Date: 2002-09-23 20:50:24 PST % \startsong \stitle{bha.nvaro, naa tab tak ha.Nsanaa re}% \film{Lalkar}% \year{1944}% \starring{Ramola, Ishwarlal, Mubarak, Maya Bannerjee}% \singer{Zohra, G M Durrani}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pt Madhur}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 23 Sept 2002 % Credits: Satish Kalra % \printtitle #indian % gmd: (bha.nvaro, naa) \- 2 tab tak ha.Nsanaa re jab tak naa kaliyaa.N ha.ns de.n za: kyuu.N pa.nchhii shor machaate kyuu.N priit giit ye gaate (papiihaa naa) \- 2 pii pii kahanaa re jab tak naa koyaliyaa ha.ns de gmd: ham unake ghar pe aaye.n wo hame.n dekh chhup jaaye.n (ai paa.nv) \- 2, na tum thak jaanaa re jab tak naa galiyaa.N ha.ns de.n za: meraa man ruuThaa jaa_e ko_ii.n kyuu.N hame.n manaa_e maa.njhii naa khenaa naiyaa re jab tak naa nadiyaa ha.ns de gmd: man chhiinaa duurii duurii ye kaisii hai majabuurii saavan aise ha.ns degaa saavan aise ha.ns degaa re jab tak naa chi.Diyaa.N ha.ns de.n za: o ho ga_ii jiit tumhaarii aakhir mai.n, aakhir mai.n tum se haarii ab aashaa_o.n se kah do ab aashaa_o.n se kah do re ban kar dulhaniyaa ha.ns de both: ha.ns ha.ns kar haa haa \threedots (ha.ns ha.ns kar ham the roye ro ro kar ham the khoye) \- 2 bhuule se man ko kah do (bhuule se man ko kah do re ab bhiigii a.nkhiyaa.N ha.ns de.n) \- 2 % #endindian \endsong %