% ITRANS SONG # 3311; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (nani3skip45@hotmail.com) % Date: 2002-11-18 16:35:38 PST % \startsong \stitle{darda_ma.ndo.n kaa jahaa.N me.n}% \film{Veena}% \year{1948}% \starring{Sulochana Chatterjee, Veera, Rahman, Hemavati, Leela Mishra, Giradhari, Yakub}% \singer{Amirbai}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Swami Ramanand}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 18 november 2002 % Credits: U.V. Ravindra (UVR) % Comments: Based on Bageshri. % Features stunning use of piano. % \printtitle #indian % darda_ma.ndo.n kaa jahaa.N me.n aasaraa koii nahii.n bewafaa saaraa zamaanaa baawafaa koii nahii.n bewafaa saaraa zamaanaa roke aa.Nkhe.n puuchhatii hai.n mere dil se baar baar ibtidaa rone kii hai, kyaa i.ntihaa koii nahii.n? ibtidaa rone kii hai, kyaa jab umiido.n ne ye puuchhaa ab tumhaaraa kaun hai aarazuu_o.n ne ta.Dap kar yuu.N kahaa koii nahii.n aarazuu_o.n ne ta.Dap kar kyaa kahe.n kisase kahe.n kyuu.Nkar kahe.n kaise kahe.n sunanewaalaa daastaan\-e\-dard kaa koii nahii.n dardama.ndo.n kaa jahaa.N me.n % #endindian \endsong %