% ITRANS SONG # 3406; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (nani3skip45@hotmail.com) % Date: 2002-11-10 02:07:14 PST % \startsong \stitle{mai.n jaanatii huu.N tum na aaoge kabhii piyaa}% \film{Leela}% \year{1947}% \starring{Shobha, Kanu Roy, Veera, V H Desai, Aga, Leela Mishra, Roshan !?!? }% \singer{Amirbai}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{G S Nepali}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 10 nov 2002 % Credits: indianscreen site % \printtitle #indian % mai.n jaanatii huu.N tum na aaoge kabhii piyaa phir bhii tumhaarii raah me.n jalaa rahii diyaa o piyaa, o piyaa le karatalo.n kii raat me.n taaro.n kii aaratii o devataa, mai.n der se rastaa nihaaratii maaluum hai mujhe kii mil na paaegaa jiyaa phir bhii tumhaarii raah me.n \threedots mai.n maanatii huu.N tum na pahano.nge kabhii ye haar aa.Nchal me.n suukh jaae.Nge aa.Nsuu ke har si.ngaar kitane hai.n TuuTe haar ko gale lagaa liyaa phir bhii tumhaarii raah me.n \threedots puure baras me.n ek din aane kii baat thii is ???? hilamil?? jaane kii baat thii aane kii baat thii vaadaa kiyaa tumhii.n ne, tumhii.n ne bhulaa diyaa phir bhii tumhaarii raah me.n \threedots % #endindian \endsong %