% ITRANS SONG # 3424; Created on Jan 26, 2004 % % From: K Vijay Kumar (donotreply@interbulletin.bogus) % Date: 2001-02-27 14:03:57 PST % \startsong \stitle{milaa le haath le ban gaii baat}% \film{Chhabili}% \year{1960}% \starring{Nutan, Tanuja, Kaisi Mirza}% \singer{Nutan, Sudha Malhotra}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{S Ratan}% % % Contributor: Vijay Kumar, 2001-02-27 % Transliterator: V S Rawat, 2004-01-20 % \printtitle #indian % milaa le haath le ban gaii baat jii ab to rastaa saaf hai milaa phir haath ye kah de.n saath ki ab to sab kuchh maaf hai ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa hasiino.n ko khabar hii nahii.n ki un kaa chhupanaa mushkil hai jo daaman pher chalate rahe to ham se kisii kaa kyo.n dil hai yahaa.N sab chor hai.n dil ke ye sab ke sab hii shaamil hai.n tuu chup rahanaa, na kuchh kahanaa to bas phir rastaa saaf hai milaa phir haath ye \threedots a-haa-ha-haa-ha ho la-la-la-la la-la-la-la laa la laa tujhe kyaa tujh ko apanaa dil kahii.n na kahii.n ga.Nvaanaa hai magar ye bhuul mat ki hame.n bhii apanaa dil bahalaanaa hai iraadaa chho.Diye jii aap kaa vahii.n aanaa jaanaa hai rahe.nge chup, na kahe.nge kuchh ab kah de sab kuchh maaf hai milaa phir haath ye kah diyaa saath ki ab to sab kuchh maaf hai \threedots milaa le haath \threedots % #endindian \endsong %